Sunday, October 2, 2011

DARD

Dard ek ahsas hai !!

Aane wali khusiyo ka karar hai !!

Do premiyo ke milan ka intazar hai !!

Mamtamaye Ma ke aashuyon ka pravah hai !!

Khun se lathpath sainik ka hunkar hai !!

Dhad se alag memne ka kahar hai !!

Bharastachar se aakroshit aamlogo ka Lokjanpal abhiyan hai !!

Baris ke intazar mai baithe kisano ka rudragan hai !!

6 comments:

aditya said...

bahut badhiya...
Dard jeene ka sanchaar hai
Dard Khusiyo ka byapaar hai
....................

mukesh said...

is dard me v kuchh bat hai...
Dard swet hai dard shyam hai..
good one..likho or jam kea

Unknown said...

@Aditya sahi hai bhai .
@Mukesh kya bat hai bhai !!Dard swet hai dard shyam hai!! Dard ka ye bhed bada mohak hai !!

Unknown said...

Very good lage raho...

Unknown said...

Very good lage raho...

Unknown said...
This comment has been removed by the author.